Aj Usny Meri Mohabat Me Kisi Ko Shareek Kia Tou Ehsaas Hua , !. . . .Yaa Rab. . .!
Showing posts with label Poetry. Show all posts
Showing posts with label Poetry. Show all posts
Nahi Jati
Sharafat soz tasveron ki uryani nahi jati.
Adab ki aar me targheeb e roomani nahi jati.
Khuda maloom nasl e nau ka kia anjam hota hai?
Watan se fahash naghmon ki frawani nahi jati.
Mujahid Ka Muqam
Kia roub Mujahid ka kia shan Mujahid ki,Tareef sunata ha Quran Mujahid ki.
Lot aya to ha Ghazi,jaan di to shaheed hua,Har hal mai karamad ha jaan Mujahid ki.
So bar millay gar to so bar fida kr day,Tayyar shahadat ho har jaan Mujahid ki.
Lot aya to ha Ghazi,jaan di to shaheed hua,Har hal mai karamad ha jaan Mujahid ki.
So bar millay gar to so bar fida kr day,Tayyar shahadat ho har jaan Mujahid ki.
Shaadi Nhi Aasan
Shaadi nahi aasaan bas itna samajh liJiye... . .
k Panadol ki goli hai or choos k khana hai. :-)
k Panadol ki goli hai or choos k khana hai. :-)
Lot Ana
"LOT ANA"
Jab kabi tera dil ghabraye to lot ana,
Agar tuje meri yad aye to lot ana,
Kuch wqt acha guzra ha sath tumre,
Wo wqt yad aye to lot ana,
Pukaar
~=¤Pukaar¤=~
Be-Pardagi ka Aalam
Main kis tarah bata0?
Zehreela Saanp he ye
Ummat k0 das na Jaey
Zara Si Der Lagti Hai
Zamana dost ho jaey to bohat mohtat ho jana...
Kisi ke rang badalney main zara si dair lagti hay...
Ataa Kar De
Meri qismat mein bhi aisa koi sajda ataa kar de..!
Jo mere saare gunahon ka madava kar de..!
Saari dunya se chura kar, mujhe APNA kar de..!
Meri mitti ko Khudaya sona kar de..!
Subscribe to:
Posts (Atom)