Ummat-e-Muhammadi Ki Fazeelat

Ummat-e-
MOHAMMADI(s.a.w.w)
ki fazeelat.

1: In ko zaeef aur kamzor banaya gaya ta k ghuroor na karein.

2: Qad-o-qamat mein chota banaya ta k khane peene aur libaas ka bojh ziyada na ho.

3: In ki umarein (age) chotti kar deen ta k gunah kam rahein.

4: Inhein fuqra banaya ta k aakhrat mein hisab halka rahay.

5: Inhein sub se aakhri ummat banaya ta k qabar mein rehne ki muddat kam ho.