Pakistan ka match dekhne k Adaab:
1. Ba-wuzoo ho ker dekhain.
2. Doran match Aayat-al-kursi ka wird jari rakhain.
3. Match se ziada duaaon main khuzo-o-khushoo ka muzaahira karain.
4. Catch chootne ki soorat main laahaol'a parrhayn.
5. Catch pakre jaane ki soorat main Allah ki hamd-o-sana karain.
6. Semi final aur final ka roza rakhain.
7. Match musallay per baith kar daikhain.
Yeh world cup bhi humara hoga INSHA ALLAH.......