Payara Bachpan

Kagaz ki kashti thi,
Paani ka kinara tha.
Khelne ki masti thi,
Dil ye aawara tha.
Kahan aa gaye is samjhdari k daldal me,
Wo nadaan bachpan hi kitna pyara tha.