Hoshyar

Eman kharab karny ki sazisho sy Hoshyar,

1.Kisi Islami Month ki mubarakbad sy Jannat wajib nahi hoti.

2.ALLAH k nam ya koi wazifa fwd karny sy KhushKhabri nahi milti na musibat ati hai.

3.Nabi s.a.w.w ki Qasam dy k msg fwd krny ko kehna Haram hy.

4.koi bhee quraani aayat ya hadis pak ya kisi sahabi ka qol forward na krain jb tk ap confirmation hasil na karain.